Showing posts with label New Poetry. Show all posts
Showing posts with label New Poetry. Show all posts
Tuesday, 12 August 2014
Poetry Us ki Jaam-E-Jam
Us ki Jaam-E-Jam Aa khe Shiisha-E-Badan Mera
Us ki Band MuTThi Me Saara Baa kpan Mera
Aao Aaj Ham Dono Apana Apana Ghar Chun Le
Tume Tabah-E-Dil Ley Loo Khita-E-Badan Merea
Mai Ne Apane Chehare Pe Sab Hunar Sajaaye The
Fash kar Gaya Mujh ko Sadaa Pairahan Mera
Dil Bhii kho Gayaa Shaayad Shahar ke Suraabo Me
Ab Meri Tarah Se Hai Dard Bevatan Mera
Ek Dasht-E-Khaamoshi Ab Hmeraa muqddar Hai
Yaad Besada Teri ZaKhm Bechaman Mera
Roz Apani Aa kho ke Khvaab Khuun karata Huu
Haye kin Ganiimo Se Aa Pa Daa Hai Ran Mera
Main Grabii Hava Ney Phir Ye Sandesha Bheja Hai
Muntazir Tumhaara Hai Khushbuo kaa Ban Meraa
Poetry Apane Khvaabo Me Tujhe
Apane Khvaabo Me Tujhe Jis Ne Bhi Dekha Hoga
Aa kh khulate Hi Tujhe Dhuu Hane Nikala Hoga
Zindagi Sirf Tere Naam Sey Mansub Rahe
Jaane kitane Hi Dima Go Ne Ye Socha Hoga
Dost Ham Us ko Hi PaiGam-E-karam Samaj Henge
Teri Furqat ka Jo Jalata Hua Lamha Hoga
Daman-E-Zist Main Ab kuch Bhi Nahi Hai Baqi
Maut Aai To Yaqinan Use Dhoka Hoga
Raushani Jis Se Utar Aa i Lahuu Me Mere
Ai Masiiha Vo Mera ZaKhm-E-Tamanna Hoga
Chaad Sitaaro Se kya Puchhu kab Din Mere Phirate Hai
Vo To Bechare Khud Hai Bhikarii Deree Deree Phirate Hai
Jin Galiyo Me Ham Ne Sukh kii Sej Pe Rate kaTii Thii
Un Galiyo Me Vyakul Hokar Saa jh Savre Phirate Hai
Rup Sarup kii Jot Jaganaa Is Nagari Me Jokhim Hai
Charo khuu Bagule Ban kar Ghor Andhere Phirate Hai
Jin ke Shaam Badan Saaye Me Meraa Man Sustaaya Tha
AbB Taak Aaa khoo key Aage Vo Baal Ghaneere Phiratey Hai
koi Hame Bhii Ye Samajha Do Un Par Dil kyo Riijh Gaya
Tiikhi Chitavan Baa kii Chhab Vale Bahutere Phirate Hai
Is Nagarii Me BaaG Aur Ban kii Yaro Liilaa Nyarii Hai
Panchi Apaney Saer Pey UThakar Apaney Baserey Phirate Hai
Log 2 Daaman Sii Lete Hai Jaise Ho Jii Lete Hai
'Abbas' Ham Divaane Hai Jo Baal Bikhere Phirate Hai
Friday, 8 August 2014
Nice Poetry
Osay bata duon key main abb apni duniya main magaan hoon!!
Aor yeh bhi bata deyne.. key marei duniya main sirf tum hoo!!
Who es andaz key mujey say muhabbet chaheta hai!!
marey her khawab par apni hakumat chaheta hai!!
Who kehta hai main oss key zarort ben chukaa hoon!!
Tu guyia who mujey haseeb zarort chaheta hai!!
Great Poetry
Saqai!!
Aj jagi howi yadaon ko sulaa daey saqaii!!
Maa nahin hai tu muj zaheer pelaa dey saqaii!!
Tashnagi bohaj na sakey gimari pamaney say!!
Marey honton ko surahi say laga dey saqaii!!
Tarey ahsas ko phir chaer zara holey say!!
Ajj ek bholaa howa geet suna dey saqaii!!
Sunoo koi adalat batao naa!!
Mukadma-e-muhabeet daerej kerwana hai!!
Nice Poetry
Chorey diya os shakes ko hum nai es haqeeqat key baad!!
Key dil key hasey main rehta hai dard deyta hai!!
Janey kiya soch key kuch dair marey sath raha!!
Hath say hath chera ker kahain janey wala!!
Mari Gaflatoon key bhi haad nahin!!
tari rehmaton key bhi haad nahin!!
Na mari khata ka shumar hai!!
Na teri atta ka shumar hai!!
Sad Poetry 2014
Yeh na socha tha ka bhi tu bewafa ho gaa!!
Jo dil main rehta tha kabhi muj say juda ho gaa!!
Jo kabhi subha-o-shaam muj ko manata tha!!
Yeh na socha tha key who mujey say khafa ho gaa!!
Ek waqat key tari nashain lehjey say maan ko karar ayta tha!!
Yeh na socha tha key who ajj marey rooney key waja ho gaa!!
Ajj teri yaad main bohat roiya hoon main!!
Log samjain gey keh sawan barsa ho gaa!!
Tum ajj geroon key mehfiil main charagan kertey hoo!!
Yeh bhi daikhna key her diya marey khoon jiger say jala ho gaa!!
Youn bhi mumkin hai na key koi aor muj say bher ker chahey tujey!!
Shaied tujey ishaq ka maniey hee na pata ho gaa!!
Main jo chahoon tu tujey phir say hasail ker loon!!
magar es tarha say marey aor dabey waja ho gaa!!
Tujey bari mushkil say payiya tha main ney!!
Ab tujey muj ko hasil kerna ho gaa!!
Log kehtey hain ishaq na kerna abbas!!
Yeh na sochna tha ishaq aysi saza hoo gaa!!
Sad Poetry new 2014
Kismaat sath nahin deytai!!
Bilkul terey jaisey hai!!
Tipak partey hain ansoon jab tumhari yaad ayti hai!!
Yeh who barsaat hai key jis ka koi musaam nahin hota!!
Who ankhain jo ker rahi hain!!
Baress janey key tayari!!
Koi en ko tu batla dey!!
Abhi sawan nahin aiya!!
Sad Poetry new
Itni muhabaat doon keh hoo jaye akhaer tu mera!!
Phir zamaney ko terey liye tarapta daikhoon!!
Muj say maat poch marey mehbob key sadgi ka andaz!!
Nazrain bhi muj pey thain aor parda bhi muj say tha!!
Os ney yeh socha key hamain alweda keh diya!!
Yeh gareeb logon hain muhabeet key sewaa kiya daiyan gey!!
Sad Poetry 2014
Itni Shedaat Ansoon Main Pehley kabhi Na Thai!!
Daikha Apney Naseeb ko Tu Ser Aam Roo Diye!!
Mari Tallash ka Juram Hai Ya Mari Wafa ka kasur!!
Jo Dil Key kareeb Ayia Wahi Bewafa Nikla!!
Tari Yaadon key Barish Bareshiti Hai Muj Par Jab Bhi!!
Main Bheeg Zaror Jati Hoon Magar Palkon ki Haad Tak!!
Sad Poetry
Majbozion key naam pey daman bachney gey who logg!!
jis ney payar main dawa wafaka kiya tha!!
Wahi shakes muj zandgi bhaer key leiye udas ker giya Abbas!!
Jo mujey her roz kehta tha key tumharey chaherey par udasi achi nahin lagti!!
Yahan kisi ko bhi kuch hasab arzoo na mila!!
Kisi ko hum na miley aor hum ko tu tuuu na mila!!
Sad Poetry
Ek chotey see galti par mujey who chor giya!!
Jaisey saiyoon say mari galti key talash main tha!!
kahi tum bhi na bun jana mazmoon kisi kitaab ka!!
Logg barey shook say partey hain kahaniyain bey wafaon key!!
Muhabeet bhi zarrori thi !!
Becharnaa bhi zarorori tha!!
Subscribe to:
Posts (Atom)

























